Q 457
Assalamu alaikum warahmatullahi wabarkatuh sahab 

Kya kamsin (nabaligh) bache quran e shareef ko haath laga sakte hain ?

Aksar jab walidain ya bade log tilawat karte hain to bache aakar haath waghara lagate hain aur shaam ke waqt masjid me bhi chote bache baghair wazu kare ya sahi tareeqa kare baghair haat lagate hain

Kya is soorat me gunah hoga ?
Agar gunah hoga to walidain ko hga?
Ustad ko bhi gunah hoga ?

Barai meharbaani is ka hawaalon ke saath tafseeli jawab inayat farmay 
                               Jazakallah


.

Q 457 Assalamu alaikum warahmatullahi wabarkatuh sahab Kya kamsin (nabaligh) bache quran e shareef ko haath laga sakte hain ? Aksar jab walidain ya bade log tilawat karte hain to bache aakar haath waghara lagate hain aur shaam ke waqt masjid me bhi chote bache baghair wazu kare ya sahi tareeqa kare baghair haat lagate hain Kya is soorat me gunah hoga ? Agar gunah hoga to walidain ko hga? Ustad ko bhi gunah hoga ? Barai meharbaani is ka hawaalon ke saath tafseeli jawab inayat farmay Jazakallah .

Ans:- Nabalig iske mukallaf nhi par wuzu karaya jaye taaki woh sikhen.....
Read More
Q 454 aaj kal ek salam padi ja rahi hai mere huzoor par salam mere rasool par salam assalam ya nabi assalam ya nabi . Kiya mere rasool word bola ja sakta hai kiyo me rasool mere nahi hai rassol to allah ke hai mere to nabi hai. mene kabhi bhi ye word nahi suna hai jyada tar ye word jaban par aate hai nabi, rasulallah, aaqa, sarkar wagera. to kia mere rasool bala ja sakta hai ? (salam ka video link bhi sath me hai)

Q 454 aaj kal ek salam padi ja rahi hai mere huzoor par salam mere rasool par salam assalam ya nabi assalam ya nabi . Kiya mere rasool word bola ja sakta hai kiyo me rasool mere nahi hai rassol to allah ke hai mere to nabi hai. mene kabhi bhi ye word nahi suna hai jyada tar ye word jaban par aate hai nabi, rasulallah, aaqa, sarkar wagera. to kia mere rasool bala ja sakta hai ? (salam ka video link bhi sath me hai)

Ans: Mere Nabi aur mere Rasool kehne me harj nahi he. Hamare Aaqa صلی اللّٰہ تعالٰی علیہ وسلم tamam jahano k liye Nabi aur Rasool banaakr b...
Read More
Q 450 Mera yeh swal h ki kai log ek dusre ko yeh bol dete hai ki agar tum aisa nhi kroge to tumhare sath bura hi hoga..
Mslan- koi bnda burai kr rha h or samne vala bnda unhe smjha rha hai lekin voh nhi smjh rha phir voh saab yeh khte h ki agar tu nhi sudhra to tera sath bura hasr hi hoga ya tujhe ajab hi milega

Ek dum surety ke sath bolte hai jese unhe pta h ki kya hoga to kya aisa kisi ko bolna shi h

Q 450 Mera yeh swal h ki kai log ek dusre ko yeh bol dete hai ki agar tum aisa nhi kroge to tumhare sath bura hi hoga.. Mslan- koi bnda burai kr rha h or samne vala bnda unhe smjha rha hai lekin voh nhi smjh rha phir voh saab yeh khte h ki agar tu nhi sudhra to tera sath bura hasr hi hoga ya tujhe ajab hi milega Ek dum surety ke sath bolte hai jese unhe pta h ki kya hoga to kya aisa kisi ko bolna shi h

Ans: Logo ki islah k liye aur unhe bure kaamo se bachane k liye bure kaam ki jo waeedein Qur'an wa Hadishe paak me aai he batane me har...
Read More
Q 430 अगर अफीयुन जो नशे मे लोग ईस्तमाल करते हे उस के पौधे जो अफीयुन के उपर जो बारीक दाने जीसे खस खस कहते हे 
खस खस जीसमे गुमानन नशा नही होता तो लोग उस का ईस्तमाल खाने मे करते हे तो उस का खस खस का खाना कैसा 
जवाब ईनायत फरमाये नवाझीश होखी

Q 430 अगर अफीयुन जो नशे मे लोग ईस्तमाल करते हे उस के पौधे जो अफीयुन के उपर जो बारीक दाने जीसे खस खस कहते हे खस खस जीसमे गुमानन नशा नही होता तो लोग उस का ईस्तमाल खाने मे करते हे तो उस का खस खस का खाना कैसा जवाब ईनायत फरमाये नवाझीश होखी

Ans khash khash khana jaiz he.
Read More
Q 429 Wo kaun sa kaam hai jo ALLAH ko bahut pasand tha lekin Nabi Rasoolullah ﷺ ne kabhi nahi kiya.

ANS; Huzoor Pak  Rasoolullah ﷺ ne kabhi AAZAN nahi de thi,
Kyun ki agar AAP Rasoolullah ﷺ aazan dete to kainat ki har cheez maszid main aa jati aur
nizam-e- kainat ruk jata .
(SUBHAN ALLAH)

plz share this nice info with other...

Kya yeh baat sahi hai pls details mein jawaab de

Q 429 Wo kaun sa kaam hai jo ALLAH ko bahut pasand tha lekin Nabi Rasoolullah ﷺ ne kabhi nahi kiya. ANS; Huzoor Pak Rasoolullah ﷺ ne kabhi AAZAN nahi de thi, Kyun ki agar AAP Rasoolullah ﷺ aazan dete to kainat ki har cheez maszid main aa jati aur nizam-e- kainat ruk jata . (SUBHAN ALLAH) plz share this nice info with other... Kya yeh baat sahi hai pls details mein jawaab de

Ans: Ye baat sahi nahi he. Huzoor  Alaihissalam se azaan dena sabit he.
Read More
Q 427
 अगर कोई  नमाझ पडने मे जो जानदार की तसवीर नमाझी के सामने या पीछे हो तो नमाझ का क्या हुक्म है 
ओर जानदार के खीलोने सामने या पीछे हो तो नमाझ क्या हुq

Q 427 अगर कोई नमाझ पडने मे जो जानदार की तसवीर नमाझी के सामने या पीछे हो तो नमाझ का क्या हुक्म है ओर जानदार के खीलोने सामने या पीछे हो तो नमाझ क्या हुq

Ans: Jaandar ki taswir namazi k saamne, daaye baaye ya  pichhe ho to namaz makruhe tehrimi wajibul iaada hogi yani namaz ko dohrana wajib h...
Read More
Q 423 एक मेहरबानी और कर दे plz ये बता दे की मोबाइल का कारोबार करना कैसा है,जिसमे मेमोरी में गाना ,भजन, कव्वाली भरना क्या ये जायज है।

..

Q 423 एक मेहरबानी और कर दे plz ये बता दे की मोबाइल का कारोबार करना कैसा है,जिसमे मेमोरी में गाना ,भजन, कव्वाली भरना क्या ये जायज है। ..

Ans:- Mobile ka karobaar jayez hai....kharidaar agar aisi cheezen load kare ya karwaye mobile mai jiska dekhna sunna najayez ho toh yeh uska...
Read More
Q 413
Assalam Walaikum

Tuloo Aaftab or Groub Aaftab k (amooman 30 minutes) namaz padhna mamnoo hota h qk ye makrooh waqt hota h

Mera sawal h k...

Amooman kuch log kahte h k Dopaher 12 or raat k 12 baje b namaz ada karna makrooh h.... ab dil me tashwish paida hoti h... to barae maherbani is k mut'alik sharai hukm kiya hoga fir wo namaz farz sunnat wajib ya nafil koi b ho rehnumai farmae.... 

Jazak Allah Khair
.

Q 413 Assalam Walaikum Tuloo Aaftab or Groub Aaftab k (amooman 30 minutes) namaz padhna mamnoo hota h qk ye makrooh waqt hota h Mera sawal h k... Amooman kuch log kahte h k Dopaher 12 or raat k 12 baje b namaz ada karna makrooh h.... ab dil me tashwish paida hoti h... to barae maherbani is k mut'alik sharai hukm kiya hoga fir wo namaz farz sunnat wajib ya nafil koi b ho rehnumai farmae.... Jazak Allah Khair .

Ans: Tulue e aftab ki 20 minute, Gurube aftab se pehle ki 20 minute Nisfunnahar (jab suraj sar pr ho) Ye tin waqto me namaz padhna makru...
Read More