Ans:
Jiske zimme 6 se kam namaze qaza ho usse sahibe tartib kehte he.
Agar din yaad he to niyyat kare ki falaa din ki fajr ki qaza karta hun.
Agar din yaad nahi he to niyyat kare ki Jo Aakhri ya pehli fajr ki namaz qaza hui thi usse adaa karta hu. Isi tarah sab namaz me niyyat kare.
0 comments:
Post a Comment
Comment here