Ans
Logo ki khufiya baate aur aib janne ki koshish krne ko tajassus kehte he. Ye baatini muhliqaat me se he aur shar'an aisa karna najaiz he.
Allah ta'ala Qur'an e paak me irshad farmata he:
لا تجسسوا
Tarjuma: Aib na dhoondho
Khazainul Irfan me iss aayat k tahat he ki:
Yani musalman ki aib jui na karo aur unke chhupe haal ki justaju me na raho jise Allah ta'ala ne apni sattari se chhupaaya.
0 comments:
Post a Comment
Comment here