Q 210 kya aise peer ki bait rakhni chahiye ? jo koi dawat de to taziya ka juloos dekhne jaye , aur apne muhallame aur apne khandan me se, ek wali ke mazar pe , urs ke mauqe par , qawwali ka program ho jisme qawwal aurto ko bhi bulaya jaye(qawwali music ke sath ho) aur log unpe paiso ki barish kare , woh peer to usme shirkat na kare lekin unke khandan ke baqi log moujud ho, woh peer sayyed hai aur ek masjid ke imam bhi.

Ans:- Sharai peer wahi hai jismai yeh charo sharait paai jaati hai, Maslan,

1. Aqeede ka sunni ho,
2. Ilm e fiqh itna janta ho ki zarurat ke masail kitab se nikal sake,
3. Koi gunah ailaniya naa karta ho,
4. Silsila Huzoor (عليه السلام) tak pahuchta ho,

Agar ye sharait paye jaate hain toh aise peer se mureed hon sahi hai....

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here