Q 212 Hazrat ek muslim vepari ne 7000 ki mithai diwali ke mauke par apne vepariyo ko gift di kya aisa karna sahi hai aur agar iske bina chutkara nahi gift dena zaruri hai kyou ke sara saal unse kam hota hai to is haal me kya kare? Mill wale majdur bhi diwali ki raqam maangte hai ? Jawab ki gujarish hai.

Ans:

Uss wepaari ka ye amal durust nahi he. Agar diwali k din ki taazim ki niyyat se mithaai baant taa he to ye kufr he. Agar taazim maqsood nahi he, sirf grahak k sath talluqat ache bane rahe iss niyyat se baant taa he to ye najaiz wa gunah hoga.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here