Q 209 panch waqta namaz ki sabhi nafl rakat namaz ko hamesha ke liye chorh dena kaisa hai? (farz,sunnat,wazib ada karke)

Ans:- Nafl chordena chahe humesha ke liye he kyun na ho ispar koi giraft nahi hai lekin yeh napasandida kaam jaroor hai aur nafl bhi padhna chahiye....
Hadees pak mai hai ki Nafl namaaz ki kasrat qurb e ilahi ka jariya hai aur roz e mehshar jab namaaz ka hisab hoga toh faraiz mai agar koi kami hogi uski talafi nafl namaaz se ki jayegi InshsAllah..yaad rahe kami ki talafi hogi qaza ki nahi...

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here