Ans:- aap ne unhe acchi tarah samjhaya ab agar woh apni is jihalat par qaim hain toh aap bariuzzimma hain phir bhi unhe samjhate rahen ki aisa karna haraam hai khilaf e shara hai Allah T'aala Aur Huzur Alaihissalatu Wassalam ki naraazgi ka sabab hai phir inhr naraaz kiya toh hasil kya huwa aur saath he saath ismai aur bhi buraiyan hain aur buth parasti ki shuruwat bhi aise he huwi ke qaum e hazrat nooh alaihissalatu wassalam mai joh nek log the unki tasweer aur mujassame log un nek logo ki muhabbat mai apne gharo mai lagane lage aur unki naslen baad ke log unhe ko mabood samazne lage aur unki parastish aur ibadat shuru kardi kitna bura anjaam huwa yeh baten unhe batayen....
Home / najaiz /
zahiliyat
/ Q 215 Maine kuch musalmano ke ghar ke deewaro par unke peer sahab ki tasweer dekhi. Maine unse kaha ki tasweer ke wajah se farishte nahi aate hai ghar me aur hamari ibadat kabool nahi hoti to jhagda karne lage. Maine unhe kaha ki huzoor sallaho alayhi wasallam ka farmaan hai ki kutta ya tasweer ghar me hone se farishte nahi aate. To nahi samajh rahe hai. Aur karibi rishtedaar hai to aaja jaana padhta hai lekin har waqt mujhe khuda ka khouf laga rahta hai uske aazab se....inko kis tarah samjhaye?
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here