Ans:
Jumma k khutbe aur farz namaz k bich zyada faasla ho to wo khutba kaafi na hoga. Isliye jholi na ghumaai jaaye ki isme kaafi waqt nikal jaata he, ailan kr sakte he lekin bahot tawil ailan na kiya jaaye. Masjid k Imam sahab aur trustee ki tawajjo is mas'ale k taraf dilaai jaaye ki ye aham mas'ala he.
Fasla e tawil ki sharahat kisi Mufti sahab se maloom karle ya Mufti Mahmood Akhtar sahab se phone pr iss mas'ale k mutalliq baat krlijiye.
0 comments:
Post a Comment
Comment here