Ans:- Ala Hazrat Alaihirrema se auraton k qabr per jane se related sawal hua toh fermaya:
"Guniya (ek kitab ka naam) mai hai Yeh na poocho k aurat ka
Mazarat per jaana jaiz hai yan nahi bal ke yeh
poocho ager wo mazar per jati hai tou us per
kis qadr lanat hoti hai,
Allah Ta'ala ki taraf se aur kis qadr sahib e qabr ki janib se jis waqt woh ghar se nikalti hai lanat shuru ho jaati hai aur jab tak wapas aati hai malaika lanat karte rehte hain, siwaya e roza e anwar kisi mazar jaane ki ijazat nahi.... (Al Malfuz Fatawa Razwiya 9-557)
0 comments:
Post a Comment
Comment here