Q 55- Quraan e pak khula chordene se shaitaan use padhta hai is kya ....

Ans:- Musalmano mai yeh dastoor hai ki quraan e pak padhte waqt kahi uth kar jate hai toh bandh kar dete hai khula chor kar nahi jaate, yeh adab ki baat hai magar baaz logo mai yeh mashoor hai ki agar khula huwa chor diya jayega toh shaitaan padhega is baat ki koi asl nahi hai, mumkin hai ki baccho ko is adab ki taraf tawajjo dila ne ke liye aisa kaha gaya ho...Wallahu T'aala Aalam....

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here