Q 280 Ibne Taimiya kon he?

Ans:

Ibne taymiya 7th century ka ek badtareen sakhs he jisne Quran o hadish ki galat tashreehat karke galat Aqeeda failayaa aur usne sahaba e kiram ki shab me bhi gustakhiya ki, shariat k nizaam ko darham barham kiya, bahot se masaail ghade. Wahabi deobandi ibne taimiya ko apna peshwa maante he. Ulema e ahle sunnat k nazdik ibne taimiya gumrah he aur baaz ne uski takfir (kafir kaha) bhi he.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here