Q 281 agar namaz me 2baar surah fatiha padh liye aur fir dusri sureh padhe to aise halat me namaz ho jayegi ya sajdaye sahu karna hoga hazrat rehnumayi farmaye???

Ans:

Farz ki pehli 2 rakat aur nafl, sunnat, witr ki har rakaat me Surah milane se pehle 2 baar AlHamdu padhi ya aadhi se zyada padhkr fir shuroo se dobarah padhi to sajd e sahw wajib he.

Farz ki akhri 2 rakat me 2 baar Surah fatiha padhi to sajd e sahw wajib nahi.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here