Ans:
السلام علیکم و رحمت اللہ
kehte kehte salaam fera jaaye. Salam ferte waqt Lafze Salam kehna wajib he aur baaki k alfaz sunnat he. Isliye lafze Salam kehte hi namazi namaz se baahar ho jayega. Isliye ye zaroori nahi he ki pehle السلام علیکم و رحمت اللہ kaha jaye fir muh fera jaaye balki kehte kehte hi salaam fere.
0 comments:
Post a Comment
Comment here