Ans:
Gair makruh waqt yaani makruh waqt k alaawa jo waqt he usse gair makruh waqt kaha jata he. Awqaate makruhaat (yani makruh waqt) 3 he:
Tulu e aftab k baad ki 20 min ute
Gurube aftab se pehle ki 20 minute
Nisfunnahar ka waqt: jab suraj bilkul sar pr hota he. Jise urfan zawaal ka waqt kaha jaata he
Inn tino awqaat me sajde waali tamaam namaz padhna haraam he.
0 comments:
Post a Comment
Comment here