Q 187 jiske kaza baki hai wo usko ada kare...lekin kaza ke saath agar ta'ajjud avvabeen ishraq chasht bhi pade to kya ye kabool hongi? suna hai ki hadees me aaya hai ki jab hamara hisaab kitaab hoga to agar farz namazo me koi kami kotahi galti hui to naffilo se puri ki jayegi...to agar ham farz aur kaza aur naffile bhi padhe to kya naffile kabool hogi? niyyat hai ki humare jimme jo allah ka karz hai wo ada ho jaye aur humara rab humse khush ho

Ans...

Ji Bilkul ye bhi hadees me aaya hai.. Lekin is hadees ka asl mana he h k jinke faraiz pure hoñ qaza na ho.. Lekin usme bhi Kuch kotahi ya Kami hogi to maula nafl K zariye usko pura krdega....isliye behtar soorat ye h k Phle Hamare zimme ho qaza hai usko Ada ki jae.    Wallahu aalam

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here