Topi pr jandar ki taswir bani hui he usse pahankr namaz makruhe tehrimi wajibul iaada hogi yani uss namaz ko dohrana wajib hoga. Iss topi pr dusri topi pahanli k taswir chhup gai to ab namaz ho jayegi..
Aur ye b yaad iss tarah ki taswir wali topi namaz k baahar pahanne ki bhi ijazat nahi he.
0 comments:
Post a Comment
Comment here