Q 384 assalamalykum hazrat mera sawal hai ki meray bedroom mai jahan namaz padne ki jagha hai vahan par aina (mirror) hai or aina aise fix hai ki vo namazi ke khade hone par namazi ke samne aata hai matlab jab namaz ke liya khade ho to aine mai namazi pura pura dikhta hai or mai na suna hai ki mirror ke samne namaz nahi hoti hai or mere room mai adjustment ki koi jagha nahi hai to aise mai mere liya kiya hukum hai rehnumaae farmaae.

Ans:

Aaine k samne namaz ho jayegi. Agar aaine ki wajah se namaz me se dhyan bat'ta ho to ye makruhe tanzihi he, baharhaal namaz ho jayegi.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here