Q 173 mera sawal hai kisi ka ghar na ho agar wo Bank se Loan le kar zamin khairde to kia jayaz hai

Ans:- home loan ki ijazat nahi hai jahan tak mumkin ho loan wagaira lene se bachna chahiye aur agar waaqai kisi ke paas khud ka ghar nahi aur khud ka ghar uske liye lena bahot he jaroori hai aur itna qarz ki ghar kharide bila sood kahin se milna mumkin nahi ho to kisi kaafir se ya kafir ki bank se ghar ke liye loan us waqt lene ki Ijaazat hogi jab ke us ki sari qisten waqt e muqarrara par ada karne ki qudrat rakhta ho...

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here