Ans:
Leggis* ek qism ka aisa chust libas hai ki jisme jism ki banawat saaf zahir hoti hai, aur *baz leggis* aisi bhi hoti hai usme *rangat nazar aati hai,* agar leggis aisi hai ki usme chust hone sath tango ki *rangat nazar* aye to, fir usme namaz nahi hogi, aur agar rangat nahi dikhai deti to is surat me *NAMAZ HO JAYEGI,* magar aisa libas pehn kar aurat ka gair mard ke samne jana bhi jaiz nahi.
0 comments:
Post a Comment
Comment here