Q 206 Dargah par jakar dua karne ka tarika kya he?

Ans:

Sahibe Mazaar k qadam ki jaanib se dargah me daakhil ho aur Salam arz kare. Fir baa adab 4 hath ki doori par khade ho jaae, mazaar ko na hath lagaye na bosa de. . Fatiha padhe aur isaale sawab kare. Fir Dua k aadab bajaa laaye. Dua k aadab ye he ki dono hatho ko sine ki sidh tak le aaye aur hathelio ko aasman ki taraf rakhe. Aur fir Sahibe mazaar k wasile se dua kare.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here