Ans:- Waalaikumussalam, khatna hospital mai karwayen ismai harz kya hai,
Aqeeqa bacche ki paidaish ke shukr mai kiya jaata hai aur yeh sunnat hai
Sunnat ka matlab hai joh kaam Huzur Alaihissalam ne kiya ho ya aap se iske karne ka huqm ho ya sahaba ne kiya aur aap ne mana na farmaya wagaira mukhtasar........
0 comments:
Post a Comment
Comment here