Q 400 Magrib ki namaz akele padh raha tha 3 rakaat farz ki niyat bandhi 4 rakaat padh li Kya namaz ho jajayegi ya dohrana padegi .

Ans:

Sawal se ye maloom ho raha he ki tisri rakaat ka qaida nahi kiya aur chouthi pr qaaida krke char rakat padhli.

Surate mas'oola me 4th rakaat ka sajda karte hi farz namaz nafl ho gai. Isliye jo 4 rak'at padhi wo 4 nafl hui ab usko chahiye ki 3 rakat magrib ki farz firse adaa kare.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here