Ans:
Bila uzr sharai namaz qaza karna haraam ashad haraam he. Agar na danishta tour pr fajr qaza hogai to uski qaza makruh awqaat k alaawa kabhi kabhi kar sakte he, zuhr me bhi kr sakte he lekin jald az jald qaza kr leni chahiye.
Fajr ki sunnat fajr ki 2 farz se pehle padhi jaaye. Kisi wajah se sunnat chhoot gai to uski qaza usi din suraj tuloo hone k baad aur Nisfunnahar se pehle karle.
0 comments:
Post a Comment
Comment here