Ans... Ye Ek natural si baat h k kisi shaqsh Ko Aap agar padhte hain ya unki kitabe padhte hai to Aapko Khud unse Lagao hone lgta hai unse muhabbat hone lgti hai.. Isliye behtar hai K naa he padhi jae.. Alhumdulillah Hamare aqabireen ne Itni kitabe likh dee hain K hamari puri zindagi guzar jae tab bhi Hum unki har kitabo ka mutala nhi kr skte..shah Abdul haq muhaddis delhlwi, Aala hazrat etc.. Inki kitabe padhne ka zauq paida kre har shaqsh.. Inshaallah. Hamare ilm me khoob izafa hoga
Home / AALIM
/ Q 394 Agar koi pahele sunni aalim ho or usne naat or kitab likhi ho
Baad me wo qafir ho gaya to kya wo naat or kitab ham pad sakte he?
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here