Ans... Bhai Ek baat yaad rkhe K gunah Ko Zahir krna bhi gunah hai.. Sawal is tarah na kre k meri namaz qaza Hui.. Balki is tarah kre k fula shaqsh Ko namaz ya zaid ki namaz qaza Hui.. Wagairah...
Jawab arz ye hai K jab Se balig hue maslan 13 saal ya 14 ya 15 jab bhi balig hua us saal se 22 saal tak ki mukammal namaz qaza kre.. Jis tarah Mumkin ho..
0 comments:
Post a Comment
Comment here