Answer:
Qasam ye hai ki future me kisi kaam ke karne ke talluq se Allah ya uski sifaat ki qasam khaae. Agar qasam khaya aur usko poori nahi kar paya to kaffarah lazim hai. Kisi kiye huwe kaam ke bare me jo qasam khai jati hai wo sharai qasam nahi hai, agar jhooti qasam kisi ne khaya to usko jhoot ka gunah hoga lekin kaffara lazim nahi hoga.
Home / KAFFARA /
QASAM
/ Q 380 Jaise mera dost meri jhooti kasam khae
Ya ham kisi ki jhooti kasam khal le to us se kya hoga
.
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here