Ans
Bacha paida hone k shukriya me jo janwar zibah kiya jaata he isse aqiqa kehte he.
Aqiqa wiladat k 7we din sunnat he aur 7we din na kar saka to 14we din, 21 we din kare iss tarah 7 din badhate jaaye aur jo din aaye uss din aqiqa kar sakte he.
Aqiqa k janwar k liye wo sharait he jo qurbani k janwar k liye he.
Aqiqe me Ladka ho to 2 janwar aur ladki ho to 1 janwar zibah karna afzal he, agar isteta'at na ho to ek janwar bhi kaafi he.
Hakikey me kya zaruri he ki bakra ho ya bhens
ReplyDeleteOr kya poora janwar hi ziba krein ya 10 kg 5kg 20kg bhi khila skte hein
Kya aqeeqa ghr m krna zaruri h
ReplyDeleteTesra din may bhi kare skate
ReplyDeleteaqueequa kya bachche k bade abbu kr skte hain
ReplyDeleteMannat mange hue bakre par aqiqa kar sakte h
ReplyDeleteKiya bachhi ke liye bakri hi zaruri hai ya bakra pe bhi ho jayegi maherbani kar ke bataiye
ReplyDeleteLarki k liye 1 bakra dumba ya mendha.or larka ho yo 2
DeleteAssalamualaikum
ReplyDeleteKya bade janwar me 7hisse me hakika ho sakhtha hi