Ans:
Agar maloom he ki uss naali me se najasat behti he to iss soorat me uske chhinte kapde pr ude to jis hisse pr chinte lage wo hissa napak hoga. Aur unn chhinto ka majmuaa ek dirham se zyada he to kapde ko paak karna farz he bagair paak kiye namaz nahi hogi, agar ek dirham k barabar he to usse paak karna wajib he bagair paak kiye namaz makruhe tehrimi wajibul iaada hogi. Aur ek dirham se kam he to kapde ko paak karna sunnat he bagair paak kiye namaz ho jayegi lekin khilafe sunnat hogi.
0 comments:
Post a Comment
Comment here