Q 369 kuch log har jumeraat ko apne ghr me chirag roshan krte hai mostly log huzur gause azam dastagir rehmatullah taalah alai k naam pr roshan krte hai phr uske samne dua bhi mangte hai to kya ye sahi hai aur bohat se log 11wi sharif k niyaz k moke pr 11 chirag roshan krte hai aur uske samne khade hoke dua krte hai to kya ye sahi hai plz islaah farmaye.

Ans... Aaj K Daur me Aysa krna israf me shumar kiya jaega..agar Sarkar gaus e aazam radiallahu anh ne waqai muhabbat hai to unke naam Par 11 diya jalane de behtar hai 11 faqeero Ko Khana khilae...jo K Sarkar gaus e aazam radiallahu anh ki mamool tha..

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here