Q 356 Salam karne me words ki sahi adayegi kitni zaruri hai, zara gaur karey 1 Assalam u Alaikum (tum par salamti ho) 2 Salamalai kum (tum barbad ho jao) 3 Asaam o Alaikum (tum ko maut aa jaye) 4 Assa e kum (tum khushi ko tarso) 5 Slam le kum (tum pe laanat ho) 6 salaam (tum shaaitaan ko salamati bhej rahe ho) Question hai ki salaam matbal tum shaitan ko salamiti bhej rahe ho hota hai?

Ans.. Upar ka paanco sahi hai.. Lekin 6 no pe jo salaam ka meaning liya gya hai wo durust nhi.. Salaam ka mana salaam he hoga..

Continue

Matlab salaam ka matlaba tum shaaitaan ko salamati bhej rahe ho nahi hota hai??

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here