Q 346 Wazu kar k namaz k liye khada hogaya or dourane namaz use paint ya silicon apne haath me nazar aaya jise wazu k douran wo nahi nikal saka tha... mgr ab aasani se nikaal bhi sakta h to ab uski ada ki hui namaz ka kiya hoga ..? Or uski bakiya namaz or wazu k liye kiya hukm hoga..? Barae maherbani jawab de kar islah farmae Jazak Allah Khair

Ans:

Agar us paint ko khurach kr nikal sakta he to usse nikal kr wuzoo karna zaroori hoga. Bagair nikale wuzoo nahi hoga. Aur wuzoo nahi hua to namaz bhi nahi hogi. Aur namaz padhli he to uss namaz ko loutaya jaaye.

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here