Q 316 jo allah kareem ka farz ada nahi karta uski nafl ibadat qubul nahi hoti, to kya ab jiski 25 salo ki farz ibadat baqi hai woh ab qaza bhi ada kare ada bhi,zakat bhi de, hajj bhi kare aur tauba kare to ab uski 25 saalo ki woh nafl ibadat qubul hogi ya nahi?


Ans:

Jab tak farz zimme he koi nafl qabool nahi hota lekin ye nafl aamal zaaya bhi nahi hoge. Jo farz zimme he uski adaygi k baad nafl aamal maqbooliyat k darje pr pahonchege. انشاءاللہ

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here