Ans:
Sharahatan ya isharatan jahez (dahej) ka mutalbaa karna haraam he. Bagair maange ladki waale jo de usse lene me harj nahi.
"ladka ya uske ghar waalo ka shadi krne ke liye naqad rupya aur saamane jahez mangna ya motor cycle, jeep wa caar wagaira ka mutalbaa karna haraam wa najaiz he, isliye ki woh rishwat he
(fatawa faqihe millat)
0 comments:
Post a Comment
Comment here