Ans:- Shuhar ya mehram ke saath jaane ki ijazat hai chahe hajj farz ho bina mehram ke sharai safar jisko fuqha ne teen deen ki raah ya 92.5 km se jyada musafat bayan farmaya hai nahi jaa sakti chahe safar hajj ke liye ho ya kisi aur garz se akele safar najaaiz hai agar binah mehram ke safar e hajj ke liye gayi joh ki sharai musafat ho toh hajj ada ho jayega lekin gunahgaar hogi aur agar sharai musafat se kam ho tohvja sakti hai..
Home / aurat /
HAJJ
/ Q 182 hajj par jane ke liye mehram ki zaroorat kyu hoti hai? Kya bina mehram ke hajj nahi kar sakte? Agar mehram tayaar na ho hajj par saath chalne ke liye aur dono kudrat rakhte ho jane ke liye maal se aur tandurasti se bhi to phir kya karna chahiye? Zindagi ke farz ki adaigi jaldi karni chahiye kyunki maut to kabhi bhi aa sakti hai to aisi surat me usme deri karna wajib nahi...to phir aur kya raasta hai hajj par jane ke liye...
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here