Ans: Aise sakhs ko samjhaya jaaye, deobandiyo k aqaaid bataye jaaye aur ahle sunnat wal jamat kj taraf maail krne ki koshish ki jaaye. Agar wo deobandio k aqaaid se waqif nahi he aur uske aqaaid kufriya nahi he to uske yahan gosht khaaya jaa sakta he. Han, usse deobandio k aqaaid bataane par wo deobandiyat se baaz na aaye to uss sakhs k yahan gosht khana aur digar talluqat jaiz nahi.
Home / badmazhab
/ Q 13 Agar koi shakhs dev bandiyo me dilchsbi rakhta ho Hala ki us se koi aqaide bad samne nahi aay Or us ke ghar gosht khana kesa Jab ki ye bhi pata na ho ki ye sunni ki dukan ka he ya dev bandi ki? Jawab inayat farmay
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here