Ans:- Be wuzu ko quraan e majeed chuna ya uski kisi ayat ka chuna haraam hai bina chuwe zubani ya dekh kar padhe toh harz nahi hai lekin behtar he wuzu karke he padhen,
Be wuzu saksh ko agar quraan shariff jujdaan mai ho toh jujdaan par haath lagane mai harz nahi aise he paak kapda ya rumaal se pakadna jaaiz hai....bahare shariat wagaira aam kutub e fiqha....
0 comments:
Post a Comment
Comment here