Q 23 salaam Q) Kya night fall hone k bad subh sabere jabiha krna pde to kya napaki ki halat m jabiha kr skte h,ya isk lye paki hona sart hai?? Agr kisi ne aisa kr diya to usper kya hukm hai wajahat kre bhai....

Ans:- Zibah kar sakta hai  aisi koi shart nahi hai zibah karne ke liye lekin behtar nahi hai..... Note:- Yaad rahe ki napaak shaksh ko chahiye ke fauran gusl karke warna gunahgaar hoga aur durood padh sakta hai baksh bhi sakta hai lekin junubi ko chahiye yeh kaam gusl ke baad kare....

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

2 comments:

  1. Hazrat ek masla btaye ki agar sotey hue ekdum se ehtlaam hone ka jaisa zor ho aur ekdum aankh khul jaye aur us dawaab ko rok liya jaye aur sharamgah se kuch na nikle to kya gusl farz hai ya nahi magar ehtlaam ka zor poora hua usey rok liya zor lagaake nikla kuch nhi sharmgaah se jaldi reply kare plzz

    ReplyDelete

Comment here