Ans:- Chillagaah ka matlab hai ki kisi jagah par Allah ke kisi wali ne lamba arsa tak ibadat riyazat ki ho toh us jagah ko un buzurg se nibat hoti isliye us ka aihtraam aur adab aur wahan barkat hasil karne ke liye jaana jaiz hai jabki yaqini us jagah ka subut ho ki yahan kisi buzurg ne arsa e daraaz tak ibadat riyazat ki hai
Aur yunhe kisi jagah ko bina subut e sharai kisi buzurg ka chillah mashoor kar diya jaye toh uska koi aitbaar nahi woh degar jagah ki tarah aam jagah he hai....
0 comments:
Post a Comment
Comment here