Ans: Khoon nikal kr beh gaya to wuzoo toot jayega, naya wuzoo krke namaz adaa kare. Aur agar thoda sa nikla ki beh na sake aur puchh liya to wuzoo na toota, namaz ho jayegi. Aur agar itna khoon nikla ki agar puchhte nahi to beh jaata yani usme behne ki taaqat thi lekin puchhlene ki wajah se wo baha nahi to iss soorat me bhi wuzoo toot jayega aur namaz toot jayegi. Aur behta huva khoon najasat e galiza he jism ya kapde k jiss hisse pr lagaa wo hissa napak ho jayega.
Home / wuzu
/ Q 37 wuzu kiya khun nikla to khun us kagah se saf karne se namaz ho jaegi?
Ans:
Khoon nikal kr beh gaya to wuzoo toot jayega, naya wuzoo krke namaz adaa kare.
Aur agar thoda sa nikla ki beh na sake aur puchh liya to wuzoo na toota, namaz ho jayegi.
Aur agar itna khoon nikla ki agar puchhte nahi to beh jaata yani usme behne ki taaqat thi lekin puchhlene ki wajah se wo baha nahi to iss soorat me bhi wuzoo toot jayega aur namaz toot jayegi.
Aur behta huva khoon najasat e galiza he jism ya kapde k jiss hisse pr lagaa wo hissa napak ho jayega.
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here