Ans:- Huzur Alaihissalatu Wassalam ki wiladat e mubarak subha sadik ke waqt huyi, Har nek kaam kar sakte hai durood e pak aur salam kasrat se padhen tilawa e quraan mehfile naat wagaira mai sirkat agar julus ka aihtimaam hai toh usmai shareek hon, mue mubarak ki jiyarat auliya e kiraam ke aastane ki hajiri bil khusus istegfar aur faraiz wajibat aur sunnato ki pabandi ka ahad karen niyaz khairat sadka wagaira karke sawab ka hadiya Sarkar Alaihissalatu wassalam ki bargah mai pesh karen wagaira wagaira.....
Home / sunnat tariqa
/ Q 29 hazrat kal 12 Rabiyul awwal he kal ke din kya karna chahiye means kya amal kare kya ibadat kare, fatiha kis par dilaye ...
Our Nabi ki amad ka waqt kya tha...
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here