Ans:- Imaam e azam abu hanifa radiallahu anhu fiqhe akbar mai farmate hai"Hum ahle sunnat tamaam sahaba se muhabbat karte hain aur unhe bhalayi se he yaad karte hai" Gaus e azam farmate hain sahaba e kiraam ke fazail aur khubiya zahir ki jaayen, sahaba ke apasi muamlat mai padhna haraam hai aur yeh joh kaha ki Hazrat Amir Muawiya Radiallahu Anhu karbala mai joh huwa uske zimmedar hai yeh ilzaam hai inpar yeh sab kehne se parhez karna chahiye aap ke fazail mai bahut si hadees paak ayi hai aur sahaba ko bura bhala kehna jaaiz nahi hai Allah Ta'ala wa Rasool Sallallahu alai wassallam ki naraazgi ka sabab hai......
Home / sharai
/ Q 34 agar koi bole ki shahadate karbala ke mamle ki shuruaat hazrat amire muaawiya r a aur 2 aur sahaba ki kuchh ghalti se hui magar hum unko bura nahin bolenge aur unka mamla allah ke supurd karte hain aur unke sahabiyat ka darja bhi qayam hai to kya ye baat thik hai ?
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here