Q 18 kya ye masla sahi hai ke agar kisi shakhs ko koi cheez bilkul bardasht nahi hoti jaise gussa, agar ghar mein ya bahar koi ghalat baat karde jispe gussa bardasht na ho sake aur woh lad jaye to allah aisi cheez pe pakad nahin karega kyunki woh cheez usse bardasht hi nahin hopati thi ?

Ans:- Sawal wajeh nahi hai kis baat se,  yahan toh log bila wajah bhi apni baat ke khilaf bardasht nahi karte chahe galat he hon  aur ladne lagte hai jor jabardasti apni baat manwane mai.....agar kisi aisi wajah se gussa kiya jiska baare shara ne huqm farmaya hai maslan gunah ke kaam par yani unko rokne wagaira mai ya kisi gustakh par uski kisi baat se toh yahan uzr hai lekin mutlaq is par ki woh bardasht nahi karpata aisa nahi hai....

Share on Google Plus

About SUNNI RAZVI

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Comment here