Ans: 10 bibio ki kahani, noor nama wagaira shiao ki manghadat kitabe he. Isse padhna jaiz nahi. Ulema e kiram se suna he ki isme baaz chize kufriya bhi likhi gai he. Isse na padha jaaye aur jahan ye padhi jaati he unn logo ko pyaar muhabbat se samjhaya jaaye aur unki islah ki jaaye.
Home / kafir ka tariqa
/ Q 15 Assalam o alaikum
mera ek sawal hai jiska jawab ka main talabgaar hu.
sawal:
10bibiyo ki fateha jo 10bibiyo(janabe fatima radi.,janabe aashiya, haazra, janabe jainab, umme kulsum Etc.)ki nazr ki jati hai us fateha ka
sahi treeka kya hai? Aur
das bibiyo ki kahani sunne wali aurto ki tadad 10 hi hona chahiye ya kam jada bhi ho sakti hai?
ulema hajraat jawaab dene ki maherbani kare
- Blogger Comment
- Facebook Comment
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
0 comments:
Post a Comment
Comment here